Esse letra de Sadhana Sargam já foi acessado por 296 pessoas.
Veja também o vídeo da música tocada.
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar

Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
Mere yaar

Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bagaawat ki nahin jaati bagaawat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Ye haalat ki nahin jaati ye haalat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale
Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar
O mere yaar
Para enviar você precisa efetuar um cadastro gratuito no site. Caso já tenha um cadastro, acesse aqui.
Acesse agora, navegue e crie sua listas de favoritos.
Entrar com facebook Criar uma conta gratuita
Comentários (0) Postar um Comentário