Esse letra de Geeta Dutt já foi acessado por 189 pessoas.
Veja também o vídeo da música tocada.
gii: aaNkhon mein tum
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
ki: o.. o o o, (dil ko teri hi aarzoo) -2
dil ke shishe mein tu hi tu
teri aarzoo, dil mein hai tu, aa re eaa papapapa
hai teri aarzoo, dil mein hai tu, main na rahaa main, tu nahin tu
ulfat kar gai mantar chhoo-oo-oo-aauN
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
gii: o.. o o o, (yuN samajh lo hai tumse pyaar) -2
ab to Khush ho jaan-e-bahaar
(tum se hai pyaar jaan-e-bahaar) -2
tum pe ye dil kar diyaa nisaar
milte milte mil gaye paar ho ki: aa aa aa
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: gi hi hi hi, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
ki: ho.. ho ho ho, (ham zamaane se beKhabar) -2
ham kahaaN dil gayaa kidhar
kise hai Khabar dil hai kidhar, haay haay yaa ee o
kise hai Khabar dil hai kidhar, ulfat kaa lo dekho asar
ham aaNgan mein dil chhat par-r-r-aauN
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
Hindi Song Title: Aankhon Mein Tum
Para enviar você precisa efetuar um cadastro gratuito no site. Caso já tenha um cadastro, acesse aqui.
Acesse agora, navegue e crie sua listas de favoritos.
Entrar com facebook Criar uma conta gratuita
Comentários (0) Postar um Comentário