Letra da Música: Phir tote se boli maina - Vinod Rathod

Esse letra de Vinod Rathod já foi acessado por 73 pessoas.

Publicidade
Comente

Hmmmmm.....

Phir tote se boli maina
Kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna
Kya kehna

Phir tote se boli maina
Kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna
Kya kehna
Kitni baatein dil ke andar ek kasre mein saat samundar
Kya kehna

Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna
Phir tote se boli maina
Kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna
Kya kehna

Sundar ye pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne des ke jaisa
Sundar ye pardes hai kaisa
Kuchh kuchh apne des ke jaisa
Apna to sandes hai aisa
Desh ho jaisa bhes ho vaisa
Is liye to
Is liye to topi chhodi lamba kadah tope hai pehna
Kya kehna

Phir tote se boli maina
Kya kehna
Kuchh main boloon kuchh tum kehna
Kya kehna

Arre dil todne ki beshak hai aadat teri
Par ye dil toot jaane ki cheez nahin hai
Tujhko deewana apna na kar doon agar
Tu bhi kehna ye shaks koi cheez nahin hai
Va va va

Yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na bhramchari
Arre yoon na dekh o sundar naari
Mujhe samajhiyo na bhramchari
Aise na ho tere kaaran
Ban jaoon main prem pujaari
Mat kar bas mein
Mat kar bas mein bebas bas jaaye na pakh nainon mein naina

Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna

Arre deewane dekhe tumse bahut zamaane mein
Pehle peechha karte hain phir milte hain jailkhaane mein
Va Va
Ay bhi kamaal

Achchha itna josh nahin hai
Achchha itna josh nahin hai
Lekin tumko hosh nahin hai
Chhedoge to kaategi naagin ka koi dosh nahin hai
Oye hoye
Koi doobe baadh lage dariya ko apne raste behna
Kya kehna bhai kya kehna bhai kya kehna
aaaaaaaaaaa.....

Quer fazer uma correção nesta letra?





    Comentários (0) Postar um Comentário

    Nenhum comentário encontrado. Seja o primeiro!